2013/11/29 Z Khan <khan.khanz.786@gmail.com>
Ek Maloomati post aap k liye
ISLAMI TARIKHI JANGO KI MALUMAT
JANGE BADAR. ...
Islam ki paheli tarikhi jang hai...
Jo hijri 2 ke ramzan me huyi...
JANGE BADAR me Musalmano ki tadad 313
thi..jin me 77 muhajir the....aur 236 ansar the...
Aur kuffar ki tadad takriban 1000 thi...
Jange badar me Musalmano ki madad ke liye
pahele 1000 farishte -fir 3000 -fir 5000
farishte aaye......
Badar me 70 kuffar mare gaye ....
Aur 70 ko kedi banaya gaye.....
Aur 14 muslman shahid huye jin me 6 ansar
aur 8 Muhajir the....
----------------------------------
JANGE OHAD...
Hijri 3 Shawwal me huyi.
Ohad me Musalmano'ki tadad takriban 700
aur kuffar ki tadad 3000 thi...
Jange ihad me aap sallallahu alayhi wasallam
ko 70 zakham aaye the ....
Aur 70 musalman shahid huye the...
4 muhajir aur 66 ansar__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1) .
__,_._,___
--
Need Your Comments.....!
For University of Pakistan Study Material Sharing, Discussion, etc, Come and join us at
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "Study" group.
To post to this group, send email to
For more options, visit this group at
No comments:
Post a Comment