---------- Forwarded message ----------
From: "Rubina Yasmeen" <rubina_yas@yahoo.com>
Date: Dec 24, 2013 4:38 PM
Subject: [Yaadein_Meri] .......... Salam Wa Jawab ..........
To: <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
From: "Rubina Yasmeen" <rubina_yas@yahoo.com>
Date: Dec 24, 2013 4:38 PM
Subject: [Yaadein_Meri] .......... Salam Wa Jawab ..........
To: <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull.
The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
Salam Wo Jawab
Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam Ke Salaam Wo Jawab Ka Tareeqa…. Rasool Allah Salallahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya Ki... " Behtareen Islam Yeh Hai Ke Tum Khana Khilao Aur Janne Wale Aur Naa Janne Wale Sab Ko Salam Karne Me Pehel Karo" Jab Allah Subhana Talah Ne Hazrat Aadam Alaihe Salam Ko Paida Kiya Toh Unnse Farmaya Ke Unn Farishtoun Ke Paas Jao Aur Unhe Salam Karo Aur Suno Ki Woh Tumhe Kis Tarha Ka Salam Wo Jawab Dete Hain, Kyunki Wohi Tumhara Aur Tumhari Aulaad Ka Salam Wo Jawab Hoga, Hazrat Aadam Allaihe Salam Ne Jakar Farishtoun Ko Assalam Alaikum Kaha, Farishtoun Ne Jawab Me " Assalam Alaikum Wa Rehmath Ullah " Kaha, Aur Unke Jawab Me Rehmath Ullahi Ka izafa Tha….. Aap Ne Salaam Ko Aam Karne Ka Hukum Diya Aur Farmaya Ki Jab Wo Salaam Ko Aam Karenge Toh Unki Aapas Me Mohabbat Paida Hojayegi Aur Bagair Imaan Ke Jannat Me Daqil Naa Honge, Aur Imaan Baghair Mohabbat Ke Paida Nahi Hosata… {Ye Material Kitab MUQTASAR ZAADALMA'AD Se liya gaya hai jiske taleef hain SHAIK ALISLAM MUHAMMAD BIN ABDUL WAHAB.. under supervision Ministry of islamic affair..Riyadh..Kingdom Of Saudi Arabia} Aaye Allah Hume Seerat-e-Mustaqeem Par Chalana Ki Toufeeq Aata Farma.. Aur Humara Qatema Imaan Par Ho.... Ameeeeeeeeen Aap Sabki Duaoun Ki Talib Mrs RUBINA YASMEEN |
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
If U Like My Post Join Me
__._,_.___
Reply via web post | Reply to sender | Reply to group | Start a New Topic | Messages in this topic (1) |
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment