On Thu, Dec 19, 2013 at 2:58 AM, Rubina Yasmeen <rubina_yas@yahoo.com> wrote:
In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull.The Prophet (PBUH) Said" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala RasulillahAssalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu=====ALLAH Subhana Talah KoPakezah Chezein Pasand Hain¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤Woh Amaal Husna Se Manoos Hota Hai Jiske HusnWoh Khoobi Woh Pakeezgi Par Shariyat-E-Muhammadi,Sahi Mutmayeen Wo Mutafiq Ho.Maslan Sirf Khuda-E-Wahid Ki Ibadat Ki Jaye,Isska Kisi Ko Shareek Naa Mana Jaye,Apni Kwahishaat Ko is Ke Tabeh Kiya Jaye,Aur Poori Jadd Wa Jahad Ke Sathiski Razamandi Haasil Ki Jaye,iski Maqlooqat Se Baqadar–E-istetat Ehsaan Kiya JayeAur Doosroun Se Wahi Sulook Kare Jis Sulook KaApne Liye is Se Tawaqo Aur Pasand Karta Hai,isi Tarah Aqlaaq Bhi Intehaiye Pakezah Aur Aala Hona Chahiye,Maslan Burdbari, Wiqaar, Sabr Wo Raham,Wafa Aur Sachaiye, Safai Qalb, Tawwazo, Khuddari, Narm Mijazi..Yeh Woh Sifaat Aqlaqiya Hain Jo Allah Talah Pasandidah Hain,isi Tarha Pakeezah Qurd Wo Noush Ka EhtemaamYani Banda Aisi HalaL Wo Khushgawar Ghiza Estimaal KareJis Se Jism Wo Ruhh Ko Faiyada Hasil HoAur Jazba-E-Bandagi Bhi Salamath Rahe……….{ Ye Kitab MUQTASAR ZAADULMA'AD Se Liya Gaya HaiTaleef Shaik Alislam Muhammad Bin Abdul WahabSupervision OF The Ministry Of Islamic AffairsRiyadh...Kingdom Of Saudi Arabia¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤Talib –E- DUAMrs Rubina Yasmeen¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa BarakatuhuIf U Like My Post Join Me__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1) .
__,_._,___
No comments:
Post a Comment